Monday, December 31, 2007

TRANSLATION

1) Workshop on solid waste material
A workshop on solid waste manage- ment and polythene carry bag waste management, will be organized under the aegis of regional office of Madhyapradesh population control board (MPPCB) here on Friday. Eminent scientists, activists, and representative of NGO' and other people are likely take part in the work shop.
Hindi- Vyarth Vastuon par Karyashala Thons vyarth vastuon avyarth polythene ke prabandhan par karyashala ka aayojan kiya jayega. Yah aayojan Madhya Pradesh Niyantran Sabha ke antrgat Shukrvaar ko kiya jayega. Vaigyanic, NGO ke pratinidhi tatha anya logo ke iss karyashala mein bad chad kar bhag lene ki sambhavana hai.

2) Jha Family To Knock Suprime Court In case of murder Shashi nath Jha’s family said for releasing the central minister Shibu Soren, the decision of Delhi high court will be challenged in Suprime court. The daughter of late Shashi nath jha and the former P A of Soren said just after the decision “we will not spare him”.
HINDI -: Suprime Court Mein Jayega Jha Parivaar
Shashi nath JHa ke parivaar ne aaj kaha ki kandriya mantra Shibu Soren ko hatya ke mamle mein bari karne ke Delhi high court ke faisle ko Suprime court mein chunot di jayegi. Soren ke niji sachiv rahe Shashu nath ki putrid ne Delhi high court ka faisala aane k turant baad kaha ‘hum unhe nahin chhodenge’.
3) ENGLISH - IIT-Guwahati student commits suicide
A student of Indian institute of technology, Guwahati Committed suicide by hanging from the ceiling of her hostel room on Thursday night.
D Srilatha, MTech second year student was a boarder of The sub ansiri Girls Hostel of the premier institute. She hailed from a village near Hyderabad in Andhra Pradesh and come from a family engaged in farming.
Sources said the incident came to light around 10.20 pm when some of her hostelmates tried calling after she failed to turn up for dinner. When they reached her room, they found it to be locked from inside.
HINDI: -) IIT Guhati k chart dwara atmhtya
IIT Guhati ki ek chatra ne bhraspativar rat ko apne hostel k kmre ki chat se latk,kr atmhatya kr le.
D sriltha, mtek dwity sal ki, premear institute k sub ansari girls hostl me rhti thi.vh andhdhrprdes me haidrabad k sameep ek gav ki nivasi thi aur khetibadi krne wale privar se sambandh rkhti thi.
Sutro k anusar yh ghtna kreb 10.20 pr prkash me aae jb usk hostel k sathiyo ne use bulaya kyonki vo ratrihoj me nhi aae thi.jb v husk kmre me phuche to unhone drwaja ander se band paya.

4) ENGLISH:-“I left my heart in Kolkata”
“I CAN’T say where I am. But I have left my heart behind in Kolkata,” an emotional Taslima Nasreen Whispered on the telephone on Friday from the place she is hiding in.
Taslima was compelled to leave Kolkata after being informed that Muslim fundamentalists would escalate the campaign against her after the Friday namaaj and that she could be attacked.
HINDI:- Mene apna dil kolkta me chod diya
Mein kh nhi skti me kha hu, lekin mene apna dil kolkta me peeche chod diya hai. Ye bhav purn shbd tslema nasren ne shukrvar ko telephon pr us jgh se khe jhs vo chipi hue hai.
Taslima ko jbardsti kolkta chodne k lia majboor hona pda jb unhe btaya gya ki muslim ktarpnthi shukrvsr ki nmaj k baad unki gherabndi krenge or unpr hmla bhi ho skta hai.


5) Girl Beaten up By Gang Of Teachers Despite the recent guidelines issued by nation commission for protaction of child right , a 11-years-old girl was beaten up by a group of teachers for not doing her homework properly, leading to injuries on various parts of her body, police said. A case has been registered against the school management on charge of assault, molestation and use of abusive words.
Hindi -: Adhyapako ke samuh ne larki Piti
Police ne bataya ki balbachav Rashtriya Aayog adhikar dwara haal hi mein jari ki gayee rekha ke bavjud ek 11 varshiya larki ke thik se kaam na karne par adhyapako ke samuhdwara piti gayee. Jisase uske sharer ke kai bhago par chote aayee. School prabandhan ke khilaf marne, pida dene evem apshabd prayog ka rne par mamla darj kar liya gaya hai.
7) English:-
Indian Railway has set the target of earning Rs 200 crores through advertisements in this year. Last year railway earned Rs 1.25 crores through advertisements. Sources of the Railway Ministry informed that during the financial year 2007-2008 railway will target to earn Rs 200 crores through advertisements. Reserve tickets, reserve chart trains, branded trains and more are new areas where permission of advertisements has been given.
Hindi:-
Vigyapno ki aye se railwy jutaega 200 krod rupay
Bhrtiy railwy ne is saal vigyapno se hone wali aay se 200 krod rupay jutane ka lakhya rkha hai. Pichle saal raiwy ko vigyapno se krib swa so krod ki kmai hui thi.
Rail mntrle k sutro ne btaya ki chalu vitya varsh 2007-200 k doran railwy ne vigyapno se 200 krod rupay kmane ka lakshya nirdharit kiya hai. Arkshit tikt arkshn chart trano pr vigyapn or branded train jaise kai naye shetr hai jhan vigyapno ki ijazt dekr aay arjit krne ka nirnay liya gya hai.

8) English:-
Maya lays stones of Rs 4,392 crores power projects
Determined to put the state on the road to self- sufficiency in power by the end of her term Chief Minister Mayawati today inaugurated and laid the foundation stones of mega power projects costing about Rs 6,168 crores. Mayawati said under the 11th Five Year Plan an action plan for the generation of 10,000 MW was being prepared which would require an investment of Rs 60,000 crores. This would, however, provide direct employment to another 30,000 persons, she said.
Hindi:-
Maya dwara 4392 krod rupay k bijli priyojna ka shilanyas
Apne karyakal k doran rajya ko bjli ke mamle me atmnrbhr bnane k drdh nishchey k sath aj mukhyamntri Mayawati ne 6,168 rupay k bjli priyojna ka udghatn v shilanyas kiya.
Mayawati ne kha ki 11vi pnch vrshiya yojna k antrgt 10000 megawat ka plan bnaya gya hai jski kul shuruati lagt 60000 krod rupay hai. Unhone kha yh priyojna 10000 logo ko sidhe tor pr ttha 30000 logo ko anadhikarik tor pr rozgar dilayegi.

9) English:-
Taslima withdraws controversial lines from her book.
Bangladeshi writer Taslima Nasreen On Friday said she was withdrawing some controversial lines from her autobiographical novel Dwikhandita as those evoked strong protests from “a section of people in India”. “I am withdrawing controversial lines in Dwikhandita, written in 2002 with the memory of Bangladesh in the 1980s when military threw out secularism in the country. I wrote the book in support of the people who defended secular values. I had no intention to hurt anybody’s sentiment” she said over phone from an undisclosed location.
Hindi:-
Tslima ne apni kitab se vivadspd pnktian wapis li
Shukrwar ko bngladeshi lekhika tslima ne kha ki woh apni atmakatha dwikhndita se vivadspd pnkiya wapis le rhi hai jsko lekr bhart k ek smuday k logo dwara virodh kiya ja ha hai.
Agyat sthan se phn pr baat krte hue tslima ne kha ki 2002 me apni kitab Dwikhandita jsne bngladsh me 1980 me ghatit ghtna k tht jsme sena k dwara loktntr ko desh se bahr nikalne ki yade judi hui hai ki un vivadpd lino ko wapis le rhi hai. Maine yh kitab un logo k smrthn me likhi thi jo seculr mulyo ko bachana chahte the. Mera Kisi ki bhavnao ko thes pahunchane ka koi irada nhin tha.
10)Hindi-: Bikener mein Hiran Ka Shikari Giraftae
Police ne Arjansar bus adde par hiran ke shikar ke aarop mein shikari ko giraftar kar liya. Police ko ek gramin se iss shikar ki suchana mili thi. Shikari Mahavir Bagri ki goli se ghayal mada hiran ne Lunaksar tahsil ke ganv Jasvantsar k ek khet mein dam tod dia. Police kareeb do ghante ki mashakkat ke baad shikari tak panhuchane mein kamyab ho gayee, usne uske kabje se banduk bhi baramad kar li hai.
Eng-: Deer’s Hunter Arrested in Bikaner Police arrested a hunter in allegation of hunting a deer on Arjansar busstand. Police were informed by a villager regarding this hunting. Injured by bullet of hunter Mahavir bagri, female deer took the last breath in the field of Jaswantsar villagetown of Lunkarsar. The police succeeding in getting hold on hunter after and intensive search of two hours. Police has seized a reffle from him.
11) English: - Dravid bids goodbye to captaincy
To concentrate on his batting, Rahul Dravid today suddenly gave his resignation as captain spreading sensation in the whole cricket world. Rahul Dravid told Indian Cricket Board about ending his two years of captaincy. BCCI has accepted his resignation. A senior officer of the board said that it will appoint new captain on 18th September. Head of BCCI Niranjan Shah said that they will ask Dravid to reconsider his decision. If he does not agree then they will have to choose a new captain.
Hindi:-Kptani ko alvida
Rahul Dravid ne apni balebazi pr dhyan kendrit krne k liye aj achank hi cptani se istifa dekr pure crkt jgt me snsni faila di.dravid ne bhrtia crct bord ko apne do saal ki kptani karyakal ko smapt krne se avgt kraya.is bich khbr hai ki BCCI ne Dravid ka istia swikr kr liya hai. Bord k shirsh adhikari ne kha ki chayan samiti 18 stmbr ko nye cptan ki nyukti kregi.BCCI k sachiv nirnjn shah ne kha ki hm Dravid se apne faisle pr purnvichar krne k liye khenge. Vh fir bhi nhi mane to hme nye cptan ka chayan jldi se jldi krna hoga.

12) English - Army jawan commits suicide
An Army jawan allegedly committed suicide by shooting himself with a service rifle in Jammu district today. Vijay Sohar fired at himself in 4th Signal unit in the Birpur area of Jammu district. After hearing the gun shots, jawans and officers rushed to the barrack and found the jawan in a pool of blood they said adding that he was rushed to military hospital where he was declared brought dead.
Hindi:- Sena jawan ne khudkhshi ki
Jammu zile me sena k e jawan ne kthit rup se srvis rifl chlakr khudkhushi ki jammu zile k birar shetr me 4th signl unit k jawan Vijay sohr ne khud ko goli mar li. Goli ki awaz sunkr anya jawan or adhikari sena k nivas ki tarf bhage or unhone jawan ko khun me latpt paya. Jawan ko sena hsptal le jaya gya,jhan use mrt ghoshit kr diya gya.

13) English:-Paid 10 lakhs for breaking promise for marriage
A Malaysian court ordered a person of Indian origin to pay a compensation of 10 lakhs for the crime of breaking promise of marriage. The judge Mohammad Ajman asked Najma to prove her claim against Punuswami. He ordered Punuswami to pay Rs 10 lakhs to Najma as compensation. Punuswami’s lawyer said that his client will appeal against the decision of the court.
Hindi - Shadi ka vada todna dus lakh me pda
Mlasia ki ek adalt ne bhrtiya mul k ek yvk ko shadi ka vada todne k jurm me 10 lakh rupay ka muavza bhne ka adesh diya hai.
Nyadhish mohmad ajman ne kha ki ngma ne Punuswami k khilaf apne dave ko sabit kiya hai. Unhone Punuswami ko adesh diya ki vh ngma ko 10 lakh rupay ka jurmana de. Punuswami k vakil ka khan hai ki uska muvkil is faisle k khilaf apil krega.
14)Eng-: Teaching Block Inaugurated Chief minister Bhupender Singh Hooda inaugurated the 7th teaching block of guru jambheshwar university of science and technology. The new teaching block has 12 lecture theatres, 40 laboratories, 54 facultyrooms, boys and girls common rooms and seminar and ference halls. Hindi-: Teaching Block Aarambh Mukhyamantri Bhupender singh Hooda ne Guru Jambheshwar University of science And Technology mein 7ve teaching block ka udghatan kiya. Naye teaching block mein 110 kamre, 12 lacture theatres, 40 pryogshalayein, 54 faculty kamare, larke tatha larkiyo ke liye samanya kamare aur seminar aur confrance hall hai.
15)ENGLISH - College principle stabbed to death
A college principle was allegedly stabbed to death by an unidentified person here today, the police said.
C.P. Gupta, principle of DAV Degree College was allegedly stabbed several times by the assailant when he was talking a walk on the college premises.
HINDI:-Uchvidyaly k prdhnchrya ko jan se mara
Ek uchvidyaly k prdhncharya ko ek agyat vykti ne chura bhokkr mar dala, pulis ne btaya- C.P. Gupta, DAV upadhi uchvidyaly k prdhncharya, ko us agyt vykti ne kai bar chura bhokkr tb mara jb vh uchvidyaly k pas ghum rhe the.
16)Eng-: Occassion Celebrated Enthusiastically
Annual functionwas enthusiastically celebrated in S pal sen sec school. Students represented the cultural programs. Function represent by the little children had spellbound the audience. Shanti lal bhyana director of the school asked the students to be awared of their future. He also told that the student of the school Akshit won 1st prize in holy faith state level talent contest.
Hindi-: Dhoomdham Se Mnaya Samaroh S pal sen sec school mein varshik samaroh dhoom dham se manaya gaya. Vidyarthiyo ne sanskritik karyakaram prastut kiye.samaroh mein bhag lene wale chhote bachcho ne darshako ko sammohit kar diya. School ke director Shanti lal bhyana ne vidyarthiyo ko bhavishya ke liye sachet kiya.unhone yah bhi kaha ki school ke hi 1 vidyarthi akshit ne holy faith rajkiya level pratiyogita mein pahala sthan prapt kiya.
17) Hindi-: Marpit ka case Darj Shahar thana police ne rampura mohalla nivasi Narender se marpit karne ke aarop mein mamla darj kar liya hai. Usne dogran mohalla chowki incharge Vijay Singh ko byan dekar kaha tha ki 16 dec. ko vah ghar ja rha tha tab deepu, Krishan, Amirchand, aur Bhagwandas ne use marpit ki. Police ne case darj kar liya hai. Eng-: Assault Case Register City thana police has register the case of assault from narender singh live in rampura mohalla. He gave his statement to chowki incharge vijaysingh of dogra mohalla that on 16th dec when he was going to his home then Dipu, Krishan, Amirchand and Bhagwan daas assaulted with him. Police has register the case.
18) Hindi-: Ghatnao mein Do Ghayal Marpit ki do alag alag ghatnao mein do ghayal ho gaye. Badahadi nivasi Rajesh aur ramayan nivasi Birmati ko yaha Civil hospital mein upchar k liye bharti karwaya gaya hai. Jhagade mein ve ghayal ho gayee. Police ne byan darj kar liye hai. Eng-: Two Injured In Accident
In different different accident of assault two people are injured. Rajesh from Bdahedi and Birmati from Ramayan are admit in civil hospital for treatment. Both of them are injured in quaral. Police has register the case.
19) Hindi-: yuvko ne dukan daar se 18 hazaar loote
Biti raaat kasbe ke malvi fatak par motorcycle par sawar teen yuvko ne dukaandaar ko dabooch kar use 18 hazar rupey loot liye. Baad mein dukaandaar ne police ko suchana di. Police raat bhar mein yuvko ko nhi dhund payee.
Eng-: Young Boys Robbers 18 thousand from Shopkeeper
Last night three young boys had robbered 18 thousand from him on molvi fatak of town. After that the shopkeeper informed to the police. But cant find the youngers whole night.
20) Hindi-: Baap Bete par Dhokha GHadi Ka Mamla Darj
Sadar police ne adalat ke aadesh evem marina nivasi Kulvant ki shikayat parbudala nivasi Rajkumar aur uske bĂȘte sonu par dhokha ghadi ka aarop mein mamala darj kiya hai. Police ne chhanbin shuru kar di hai.
Eng-: Cheating Case Register On Father And Son
On the order of court and the complaint of Kulvant Singh from Mirana the Sadar Police has register the case on Ram kumar and his son Sonu of cheating. Police has started the investigation.
21) Hindi-: Sahil ka Swagat Hoga
Zee TV Sa Re Ga Ma Pa little champ mein behtarin pradarshan karne wale Hisar ke Sahil ko 30 December ko Punjabi Kalyan Manch dwara Mukhyamantri se sammanit karwaya jayega. Mega Star Mnagement ke Sandeep Banga ne bataya ki January ke pahale saptah mein Sahil ka live programe bhi Mega Star Management dwara kiya jayega.
Eng-: Welcome Of Sahil
Good demonstration of Sahil from Hisar in little champ of Sa Re Ga Ma Pa will respected by Chiefminister through Punjabi Kalyan Manch on 30th dec.
Sandeep Banga from Mega Star Management told that the live programe of Sahil will be organise on 1st weak of January by Mega Star Management.
22) Hindi-: Jiladhayaksh ne diya istifa Haryana Punjab morcha ke jiladhyaksh DL Batra ne apne pad se istifa de diya hai. Byan mein unhone kaha ki istife ki prati rajya adhyaksh Sant kumar ko bhej di gayee hai.
Eng-: District Megistrate Resign
District Megistrate DL Batra of Haryana Punjab morcha has resigned from his job. He told in his statement that he has send his resignation letter to Santraam the State Megistrate.
23) Hindi-: 10vi aur 12vi ke practical January Mein
CBSE ki 10vi aur 12vi ke practical January mein honge. Iss baar dasvi mein 80 hazar 331 tatha 12vi mein 61 hazar 360 vidyarthi pariksha denge. Inke liye 360 kendr banaye gaye hai. School ke pracharyo ko dasvi ke practical ki report 31 January aur barahvi ki 15 February tak bhejani zaruri hai.
Eng-: 10th 12th practical in January
The practical of 10th and 12th of CBSE will be in January. This time 80,331 students of 10th and 61360 students of 12th will give the examination. 360 examination center will make for them. The principal of schools have to compulsory to send the report of practical of 10th on 31st January and 12th on 15th January.
24) Hindi-: Naga Hamlavaro Ne Do ko Goli Mari
Shivsagar jile ke jangalo mein naga hamlavaro ne Guruvaar ko subaha Do logo ki goli maar di. Logo ne bataya ki hamlavaro ne Bisram Koiri ko pair mein goli mari aur use aspatal mein bharti karwaya gaya hai. Dusra vyakti bhi ghayal ho gaya.
Eng -: Naga Assaulter Killed Two
Naga assaulter in forests of Shivsagar district had fired two people in morning on Thursday. People told that assaulter fired Bisram Koiri on his leg and he has admitted in hospital and other is also injured.
25) Hindi-: America Mein 6 Logo Ki Mout
Washington ke gramin ilake mein 6 log mare mile. King County Police ne bataya ki Ceatel se 21 mill ki duri par Carnatian shahar ke samip gramin ilake mein 6 log mrit mile. Police mamle ki janch kar rhi hai.
Eng-: Six people Died In America
Six people died in their houses in the village of Washington. King County Police told that 21 mill far from Ceatel near Carnatian city 6 people are dead in village. Police is investigating the matter.
26) English - Tempers are running high in sheraj belt of Ramban and Doda districts as authorities have failed to fish out the bodies of two female students who had drowned in the Chenab on Monday when the boat, in which they were crossing the river, capsized.
Hindi - Parsasan duara do vidharthiyon ke shavon ko nikalne me nakamyab rehane se Ramban aur Doda jile ke Sheraj belt ke logon me gusa kafi tezi se bad raha hain, vidharthi somavar ko nadhi par karte samay nav ke plat jane se chenab nadi me dub gaye the.
27) English - three students, Anchal singh, desa Devi and Asha Devi, had drowned in Chenab. While the authorities managed to fish out he body of only Anchal singh, rescue teams failed to rentrieve bodies of desa devi and asha devi. This morning a team of state police started search operation but failed to locate the bodies of the girls.

Hindi -Teen vidharthi anchal singh, desa devi and asha devi Chenab nadi me dub gait hi. Parsasan ne abi tak sirf anchal singh ka shav nikalne me hi kamyab rhi h jabki desa devi aur asha devi ka shav nhi mil paya h. aaj subah state police ne shavon ko dundne ke leye operation shuru kiya tha par kamyab ni ho sake.
28) English - meanwhile, residents of the area are annoyed over the non serious attitude of the state government. They are blaming state government and power development corporation for the tragedy as the government had promised in july 2006 to build a bridge on the river but nothing has been done so far.

Hindi -Esi beech yahan ke niwasi rajay sarkar ke es tarah ke vyavhar se chide hue hain. Ve ghatna ke leye rajay sarkar aur power development corporation par aarop laga rhe hain kyonki sarkar ne 2006 me nadi par ak pool banana ka vada kiya tha par ab tak esa kuch nahi kiya gaya.
29) Hindi - sarndeep singh virk is the first Punjab director general of police to be arrewsted on charges of allegedly doing business while in service, misusing his official position, harbouring a person wanted by law and giving him a fake identity besides possessing assets disproportionate to his known sources of income.

English - Sarndeep singh virk Punjab ke pehale ase dgp hain jinhe kathit rup se service ko vayapar ki tarah estemal karne ke aarop me girftar kiya gaya, unke upar apni aadhikarik shaktiyon ka durupyog, ak ase vaykti ko aasra dena aur use nakli pehchan dena jo kanun ki najron me vanchit tha.
30) English - also arrested in the case is Vijaypal Singh Dimmpy, former president of the chandigarh youth congress committee, while the third accused in the case Sukhwinder singh, alias sukhi, who was allegedly given a fake identity, managed to escape before the police party could raid his house in Ludhiana, The vigilance men, however recovered a bulletproof jacket, a few fake passports and other documents from his houses.
Hindi -Is case main chandigarh yuth congress ke purv pardhan vijaypal singh dimmpy ko bhi girftar kiya gaya hain,
Jabki case ke tesare aaropi sukwinder singh urf sukhi jise kathit rup se nakli pehchan di gai thi, is se pehale ki police party uske ludhiana wale ghar pe raid karti bach kar bhag nikla, phir bhi vigilance karmiyon ne uske ghar se bulletproof jacket, kuch nakli passport aur dusre dastaveg parapt kiye.
31) English -According to the driver of the bus, the accident happened due to brake failure. However, witness had turned down this excuse, we cannot say anything yet, the bus was declared fit in the certificate, said police PRO Rajan Bhagat. It can be verified after a mechanical inspection.
Hindi - Driver ke anusar durgatna bus ke break fail hone ke karan hue. Parntu gavahon ne is bahan ko sire se nakar diya kyonki certificate main bus ko bilkul fit batya gaya hain, ye bat police pro rajan bhagt ne kahi.
31) English - the injured had been admitted to hospitals. The driver lost control over the bus and rammend it into the crowd, said deputy commissioner of the police Anand Shukla. We have arrested the driver and we assure people that the guilty will be punished. The residents of the area became furious and came out on to the streets causing a heavy tragic jam on the delhi-agara road.
Hindi - Gayalon ko hospital me dakhil karwa diya gaya hain. Deputy commissioner of the ploice anand shukla ne bataya ki driver ne bus par se control kho diya jise se bus bheed par chad gai. Hum logon ko vishvas dilaten hain ki driver ko girftar kiya jayega aur doshi ko saja di jayegi. Gatna ko lekar yahan ke logaon main kafi rosh hain jinhone delhi aagra road ko jam kar diya hain.
32) English - Security has been beefed in the area and the DCP has appealed to the resident to maintain peace. The incident has put the toatal death toll in accidents involving blue line buses to 93 this year. Transport minister haroon yusuf announced an ex gartia of rs 1 lakh each for the kin of the dead.
Hindi - Area main suraksha bada di gai hain aur DCP ne niwasiyon se shanty banaye rakhne ki appeal ki hain. Ab tak es saal main blue line bsano ki durgatnaon ke karn 93 log mare ja chuke hain. Transport manti haroon yusuf ne durgatna me mare gae logon ke parijno ko 1-1 lakh rupaye dane ki gosna ki hain.
33) English -another political rally has now been planned for rohtak which is las re-emerging as the poltical capital of Haryana. After th congress and the bhajan lal faction, today the BJP announced that it would organize a ‘haryana bacho rally” in rohtak on December 23 on the occasion of the birthday of former prime minister Atal Bhiari Vajpayee.
Hindi - Haryana ki tazi se ubharti hue rajnitik rajdhani rohtak main ak aur rajnitik rally ki tayariyan ho rhi hain. Congress aur bhajan lal ki dalbani ke bad BJP ne gosna ki hain ki 23 disamber ko shri atal bhihari Vajpayee ke janm divas par rohtak main hariyana bacho rally ki aayojan kiya jayega.
34) English - Earlier, the congress organized the massive “bijli rally” in the neighbourhood of rohatk on October 7. the bhajan lal faction of the party has already announced that it would hold a rally in rohtak on December 2. BJP national secretary vijay goel, who is in charge of party aggairs in Haryana, ssaid here today that the rally would be addressed, among others by Vajpayee, L.K. Adwani, party presedent Rajnath singh and sushma swaraj.
Hindi - Kuch samay pehale hi 7 octubar ko rohtak ke pados main hi congress ne bijli rally ka aayojan kiya tha, bhajan lal ne dalbandi ke sath hi gosna kit hi ki 2 dismber ko rhtak main rally ka aayojan kiya jayega. BJP ke national secretary vijay goel ne batya ki rally ko sambodit shri Vajpayee, lal krishan advani , party leader rajnath singh aur susma sawraj dura ki jayegi.
35) English - he said the rally was being organized to protest against the alleged shortage of power and water, sising prices, deterioration is nte law and order situation and the all-around dailure of the Bhupinder singh hooda government. The BJP has named the rohatk rally as Bech Diya Haryana.
Hindi -Unhone bataya ki rally ka aayojan bijli ki kami, kimton me badotari aur bhupinder singh huda sarkar ki kanoon vayvastha ka har taraf se fail hone ke virodh main kiya jayega. BJP ne rohtak rally ko bech diya Haryana ken am se nvaja hain
36) Hindi – yuvak ki hatya karke shav railway track par feka
Ghar se ghumne nikle ek yuvak ki ravivaar der raat hatya karke uske shav ko railway track par fek diya gaya.police ne shav ko kabze mein lekar hatyaron ki talaash shuru kar di hai.police ko andesha hai ki hatyakand ko yuvak ke dost one hi anjam diya hai.
English – Youth murdered,thrown on railway track
A youngster was murdered and the dead body thrown on the railway track on Sunday late night when he was out of home for walk.police took the dead body in custody and started the investigation.Police suspects on his friends for this murder.

37) English – 33 injured after fire at J&K arms depot
A majar fire broke out at an army ammunition depot at Khandroo in Anantnag district of J&K on Saturday.The cause of the fire was not immediately known,a police spokesman said,adding that 33 soldiers were severely injured.
Hindi – Jammu Kashmir mein aayudh bhandar mein aag se 33 ghayal
Shanivaar ko seina ke Jammu Kashmir ke anantnag zile ke kandroo mein stith shastra bhandar mein aag lag gayi.aag ke karno ka abhi pata nahi chal paya hai.police vibagh ke pravakta ke anusaar is haadse mein 33 jawaan ghayal hue hain.

38) Hindi – ludhiyana mein haryana roadways ki bus todi
Gohana prakaran se gussayi valmikisamaj ne haryana roadways ki ek bus mein todfod kar aag laga di.ambala depot ki yeh bus delhi se ludhiyana aa rahi thi.jaise hi bus dholewal chowk ke kareeb pahuchi,valmiki samaj ke kareeb 50-60 logo ne bus ko gher liya aur yatiyon ko bus se utarne ko kaha.
English – Hrayana roadways bus damaged in Ludhiyana
A bus was set on balmiki community set a bus on fine to show their anger on Gohana case.This Ambala’s depot bus was going Ludhiyana from delhi.As the bus reached dholewaal chowk,the 50-60 people of balmiki community stopped the bus and told the passengers to skip the bus.

39) English – Udaipur truck mishap toll 85,probe ordered
Rajasthan government on Saturday ordered an enquiry into Friday’s accident in udaipur Rajsamand district in which at least 85 pilgrims were killed when their truck fell into a gorge.Chief minister Vasundhara Raje has announced Rs. 60 lakh aid for the families of the dead and the injured.
Hindi – udaipur truck durghatna mein marne walo ki sankhya 85 hui,janch ke aadesh
Shanivaar ko rajasthan sarkar ne shukrvar ko udaipur ke rajsamand zile mein hui truck durghatna ki janch ke aadesh diye hain.truck ke khayi mein girne ke kaaran 85 shradhaluon ki maut ho gayi thi.mukhyamantri Vasundhra raje ne mritikon ve ghayalon ke parijano ko 60 lakh chikitsa sahayta dene ki ghoshna ki hai.



40) English – PNB cashiersuspended for fraud
A cashier of the Punjab national bankbranch of bhavdin village in the district was suspended following allegations of large-scale embezzlement of consumer deposits.Bank regional managerA.K gupta said a departmental injury was ordered against the accused,Poonam Chand.
Hindi – Punjab national bank cashier ko hera-pheri ke lia nilambit kiya
Zile ke bhavdin gaon mein stith Punjab national bank ki shakha mein ek cashier ko grahak khaton mein bade pemane par hera-pheri karne ke aarop mein nilambit kar diya gaya hai.bank ke shetriye prabandhak A.K gupta ne bataya ki abhiyukt poonam chand ke khilaaf ek janch committee ko gatith kiya gaya hai.

41) English - 3 held for farm labourer’s murder
The rania police of the district have arrested three persons for the murder of a farm labourer of Sant Nagar village,whose body was found near the village veterinary hospital on September 3.The three were Bhajan singh,his wife Balwinder kaur and their accomplice Ginder singh,all residents of the same village.
Hindi – khetihar majdur ke katl mein 3 log doshi
Zile ke rania police ne gaon sant nagar k eek khetihar majdur ki hatya ke mamle mein teen logo ko giraftaar kiya hai.uska shav 3 september ko gaon ke veterinary hospital ke najdeek paya gaya tha.teen aaropiyon ki pehchaan bhajan singh,uski patni balwinder kaur ve ginder singh ke roop mein hui hai jo unka sehyogi tha.ye tino ek hi gaon ke niwasi the.

42) Hindi – chate vetan aayog ki repot agle saal
Vetan ayog ne sarkar ko apni antim report nirdharik tarik se pehle pesh karne ki suchna di hai.vitt mantri pee.chitambaram ne bataya ki chate kendriye vetan ayog ne vibheen associationo vibhagh pramukhon ke sath ab tak 20 baithkein ki hain.umeed hai ki ayog apni antim report nirdharit tareekh artarth 4 april 2008 se pehle prastut kar dega.
English – The sixth pay commission decided to show the last repot to the govt. before the last date.Finance minister P. Chitambaram told that till now the pay commission has been organized 20 meetings with the different deparments.It is hoped that the commission will show last report till 4 april 2008.

43) English – Jayalalita postpones meeting with Advani
AIADMK supreme and former Tamil nadu chief minister J.Jayalalithaa has postponed her meeting with BJP leader L.K Advani, scheduled to be held at Chennai on September 20.The meeting between the two leaders had been fixed two weeks ago when BJP national spokesman Ravi Shankar Prasad, incharge of tamil nadu,met Jayalalithaa.
Hindi – Jayalalithaa ne advani ke sath baithak ko taala
AIADMK supremo tatha tamil nadu ki purv mukhyamantri j.jayalalithaa ne apni sabha jo ki bhajpa neta l.k advani ke sath honi thi,use taal dia hai.ab yehe sabha madras mein 20 september ko hogi.in 2 netaon ke bich is sabha ko kuch hafte pehle hona tha,jab tamil nadu ke prabhti bhajpa ke rashtriye vakta jayalalithaa se mile.

44) English – Man murders wife
A husband murdered his wife on suspicion of infidelity at Kiari village,near Shahpur,in Kangra district late last night.The police arrested the culprit today.The police has also taken in custody the sharp-edged weapon used to commit the murder.
Hindi – Aadmi ne patni ka katl kiya
Pichli der raat kangda zile mein shahpur ke paas kiyari gaon mein ek pati ne apni patni ko naastik hone ke sandeh par katl kar diya.police ne aaj apradhi ko giraftaar kar liya hai.hatya mein istemaal kiye gaye tej dhaar wale hathiyar ko bhi police ne apni hirasat mein le liya.

45) English – Theft in Sushmita’s office
Cash and valueables worth Rs. 40000 were allegedly stolen by an office boy from the office of an entertainment company owned by film star Sushmita Sen here,the police said today.Sushmita’s personal assistant Neelam chandani lodged a complaint on November 11,stating that two diamond earrings,two nokia mobile phones and Rs. 5000 were stolen from the office of Tantra Entertainment Pvt Ltd in Bandra.
Hindi – sushmita ke office mein chori
Police ne aaj bataya ki film star sushmita sen ki manoranjan company ke office ke karyalye ke ladke ne hi nakdi aur mulyewan vastu churai,sushmita sen ki vyaktigat sahayek neelam chandani ne 11 november ko shikayat darj karate hue bataya ki bandra mein tantra entertainment ke karyalye se 2 hero ke kano ke aabhushan,do nokia ke mobile phone aur paanch hazar rupay chori ho gaye.

42) English – Woman found dead in hotel
The body of unidentified young woman was found from Hotel Ashirwad in Lakkar Bazar this afternoon.The victim had checked into the hotel on November 16 with a man who entered his name as Manoj Kumar from Guwahati as husbad and wife.The hotel employees called the police after they found that the room in which they were staying was locked from inside and there was no response despite persistent knocking.
Hindi – Mrit aaurat hotel mein paayi gayi
Aaj dophar lakkar bazaar mein hotel ashirwad mein ek jawan aaurat ki lawaris laash payi gayi.pidita 16 november ko hotel mein ek aadmi ke sath pati-patni ke taur par aayi jisne ki apna naam manoj kumar guwahati se darj karaya.hotel ke karamchariyon ne police ko tab bataya jab unhone paaya ki jis kamre mein wo thehre the wo ander se band tha aur dradhta se virodhpurvak darvaja khatkhatane par bhi jawab nahi aaya.

1 comment: