Sunday, May 20, 2007

creative sentences

  1. laxhmi mittal, bharat ka dusra kohinoor london me.
  2. mayawati ko mile ras aur rang 1 sath.
  3. bhartiye cricket,kabi khushi kabi gam.
  4. maqbool fida hussain fida hue amrita rao par.
  5. is garmi me rani aur jayaki thandi jang.
  6. spiderman bana bhojpuri.
  7. bharat ne bangladesh ko khilayi muh ki.
  8. bharat ne world cup me jeeti haar ki trophy.
  9. aish ne jeeti junior bacchan ki trophy.
  10. rani ne dil ka armaan aasuon me beh gaye.
  11. paani ne bahai 15 crore.
  12. bharat ne pakdi bhagte chor ki langoti,one day me bangladesh ko haraya.
  13. tapti garmi me baarish se hua thande-2 darmi cool ka ehsaas.
  14. dhoni ne dhoya srilanka ko.
  15. nadaan jiya bani ramgopal varma ke jee ka janjaal.
  16. maya ne up me fir dikhayi maya.
  17. chapal ne kaha-ab tumhare hawale vatan sathiyo
  18. neetu chandra ne dabochi filmeen
  19. tibateeyon k sath saroj ne karina ko jamkar nachaya.
  20. bharat ne world cup me jeetihaar ki trophy.
  21. internet deewana hua shilpa ka.
  22. hisar subah bana cherapunji,shaam ko rajasthan.
  23. manmohan sing bane bharat ke indian idol.
  24. vidhya balan me haibhartiye vidhya ke gun.
  25. big brother se chamke shilpa k sitare.
  26. bharat me kursi ko lekarneta krte h bharatnatyam.
  27. har maa me hai mother teresa.
  28. saas bahu ke rishte me mobile bana diya silayi.
  29. tihad jail ke quaidi konaaj,nahata hai mineral water se.
  30. maa shabd ne kiya kitne naamo ka safar.
  31. pak ke iraade naapak.
  32. van vibhaagh ne sarkar ko sapne me dikhayi haryali.
  33. sansad me netaaon ne kheechi 1 dusre ki taang.
  34. shahrukh ka time accha isliye baatte hai crorepati me ghardiyan.
  35. bharat bana duniya ka kaashi.
  36. karan-shahrukh ye dosti hum nahi chodenge.
  37. tulsi ne choda ekta ka daman.
  38. justice chowdary ne mushraff ko kaha-hum bhi hai josh me.
  39. aish - abhishek hum sath-2 hai.
  40. indian idol-1 aur abhijeet sawant ka intejaar.

No comments: